Best Sad Shayari In Hindi Definition
Source(google.com.pk)L : How are you?
Me : Same as you.
L : Why do you like me so much?
Me : Because you are my true companion.
You have given me inspiration and strength to move on.
L : Then why are you not happy with me?
Me : Hmmmm……
may be because somewhere I still don’t like your company.
Although I myself made a friendship with you.
L : Ohh, I have a suggestion. Make new friends…
Me : No, I don’t want to.
By the way I am really very comfortable with you.
You are a nice friend.
L : Okay, As you wish.
She vanished and I was busy in studies.
She is my new comrade, friend…… Loneliness.
Mohhabat dukh to deti hay
Magar eik bat kehni hay
Jisko chaha jata hay
Zarori ye nahi hota k
Usko pa liya jaey
Kabhi us k bicharne se
Mohabbat kam nahi hoti
Zara si dair pahle to
Yehi ehsaas hota hay
K
Koi ji nahi sakta
Maggar phir rafta rafta hi
Haqiqat khul ti jati hay
k
Mohabbat wo nahi hoti
K jisko pa liya jaey
Mohabbat wo b hoti hay
Jo hamesha sath rahti hay
Kabhi dukh k andheron mE
Kabhi khushion k daman mE
Kabhi wo aas dati hay
Kabhi umeed dati hay..!!
Apnay miltay jultay hain
Sath sath chaltay hain
Sath sath chalnay main
Ranjishain to hoti hain
Ranjishon mai bhi lekin
Chahtain to hoti hain
Chahton main bhi her pal
Ik ajab kahani hai
Hont hanstay rehtay hain
Ankhain bheeg jati hain
Bheegti nigahon main
Khawab jaltay bujhtay hain
Dard k safar main kuch
Morr esay atay hain
Khawab toot jatay hain
Sath chhoot jatay hain
Kirchiyan uthanay main
Wakt beet jata hai
Or
DARD jeet jata hai?.
Magar eik bat kehni hay
Jisko chaha jata hay
Zarori ye nahi hota k
Usko pa liya jaey
Kabhi us k bicharne se
Mohabbat kam nahi hoti
Zara si dair pahle to
Yehi ehsaas hota hay
K
Koi ji nahi sakta
Maggar phir rafta rafta hi
Haqiqat khul ti jati hay
k
Mohabbat wo nahi hoti
K jisko pa liya jaey
Mohabbat wo b hoti hay
Jo hamesha sath rahti hay
Kabhi dukh k andheron mE
Kabhi khushion k daman mE
Kabhi wo aas dati hay
Kabhi umeed dati hay..!!
Apnay miltay jultay hain
Sath sath chaltay hain
Sath sath chalnay main
Ranjishain to hoti hain
Ranjishon mai bhi lekin
Chahtain to hoti hain
Chahton main bhi her pal
Ik ajab kahani hai
Hont hanstay rehtay hain
Ankhain bheeg jati hain
Bheegti nigahon main
Khawab jaltay bujhtay hain
Dard k safar main kuch
Morr esay atay hain
Khawab toot jatay hain
Sath chhoot jatay hain
Kirchiyan uthanay main
Wakt beet jata hai
Or
DARD jeet jata hai?.
No comments:
Post a Comment